MAUT HAI DUSARA NAM JINDAGI KA



💔Yade hai tanhai hai

 har taraf maut ka manjar hai .........
pyar to jaise ek sapna hai

 dil me chubhta huaa khaangar hai.........
kyu sab kuchh bula ke maine 

us bewafa ko chaha hai 
jisne kadra hi nahi samjhi kabhi 

meri manie jise jindgi se badkar chaha hai💔 

💔💔दिल की कलम से ........




कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

सबसे पहले सही खबर, हर बार